Thursday, August 27, 2009

Bichde Sabhi Baari Baari - Kaagaz Ke Phool(1959)



-----------------------

dekhee jamaane kee yaaree
bichhade sabhee baaree baaree


kyaa leke mile ab duniyaan se
aasoo ke siwaa kuchh paas nahee
yaa fool hee fool the daaman me
yaa kaanto kee bhee aas nahee
matalab kee duniyaan hain saaree
bichhade sabhee baaree baaree

Pankh Hote To Ud Aati Re - Sehra (1963)




------------------------

Song Title : Pankh Hote Toh Udd Aati Re
Artist/Band : Lata Mangeshkar


Pankh Hote To Ud Aatee Re,
Rasiyaa O Jalimaa
tuze Dil Kaa Daag Dikhalaatee Re

yaadon Mein Khoyee Pahuchee Gagan Me,
Panchhee Ban Ke Sachchee Lagan Mein
door Se Dekhaa, Mausam Hasee Thaa,
Aanewaale Too Hee Naheen Thaa
rasiyaa, O Jalimaa,
Tuze Dil Kaa Daag Dikhalaatee Re

kirane Ban Ke Baahe Failaayee,
Aas Ke Baadal Pe Jaa Ke Lahaaraayee
zool Chookee Main Waade Kaa Zoolaa,
Too To Apanaa Waadaa Bhee Bhoolaa
rasiyaa, O Jalimaa,
Tuze Dil Kaa Daag Dikhalaatee Re

Yeh Taara Woh Taara - Swades (2004)



---------------------------

Hindi Song Title : Ye Taara Woh Taara
Hindi Movie/Album Name: SWADES
Singer(s) : UDIT NARAYAN, MASTER VIGNESH, BABY POOJA

Hindi Lyrics:

Udit:
Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh hey
Oh ho ho ho ho ho ho… ho ho…ho ho ho…
Ye taara woh taara har taara -2
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
(Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara) -2
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit:
Un mein dekhi hai dhanak toh, bolo rang kitne hain
Saath rang kehne ko, phir bhi sang kitne hain
Samjho sabse pehele toh, rang hote akele toh
Indranush banta hi nahin
Ek na ham ho paaye toh, anyaay se ladne ko
Hogi koyi janta hi nahin
Phir na kehna nirbal hai kyun haara hmm…aara taara
Ye taara woh taara har taara -3
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit:
Boond boond milne se, banta ek dariya hai
Boond boond saagar hai, warna ye saagar kya hai
Samjho is paheli ko, boond ho akeli toh
Ek boond jaise kuchh bhi nahin
Ham auron ko chhode toh, munh sabse hi mude toh
Tanha rehna jaaye dekho ham kahin
Kyun na bane milke ham dhaara hmm..aara taara

Vignesh:
Ye taara woh taara har taara -3
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara

Both:
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit:
Hey hey…hey hey hey…eh hey…eh hey
Oh ho ho ho ho ho oho… ho ho…ho ho ho…

Udit:
Jo kisaan hal sambhaale, dharti sona hi ugaaye
Jo gowaala gaiya paale, dudh ki nadi bahaaye
Jo lohaar loha dhhaale, har auzaar dhhal jaaye
Mitti jo kumbhaar uthhaale, mitti pyaala ban jaaye
Sab ye roop hai mehnat ke, kuchh karne ki chaahat ke
Kissi ka kissi se koyi bair nahin
Sab ke ek hi sapne hain, socho toh sab apne hain
Koyi bhi kissi se yahaan ghair nahin
Seedhi baat hai samjho yaara…hmm…aara taara

Baby Pooja:
Ye taara woh taara har taara -2

Vignesh:
Dekho jisse bhi lage pyaara
Ye taara woh taara har taara

Udit:
Ye sab saath mein jo hai raat mein
Toh jagmagaaya aasmaan saara

Baby Pooja:
Jagmag taare, do taare, lo taare sau taare
Jagmag saare, har taara hai sharaara

Udit & Kids:
Ye taara woh taara har taara -3

Kids:
Ye taara woh taara har taara

Udit:
(Dekho jisse bhi lage pyaara)

Rona Kabhi Nahi Rona - Apna Desh (1972)



----------------------

Song By KISHORE KUMAR
Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona
Sona, Chupke Se Sona
Chaahe Toot Jaaye, Sapna Salona, Salona

Dukh Sukh Ki Kya Baat Hai, Kya Din Hai Kya Raat Hai
Aansoo Bhi Muskaan Bane, Yeh To Apne Haath Hai
Aashaaon Ki Dori Mein Sadaa, Tum Man Ke Phool Pirona
Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona

Dekho Bachchon Baagh Mein, Sab Kaliyaan Nahin Khiltin
Duniya Mein Insaan Ko, Sab Cheezein Nahin Miltin
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Jo Apna Nahin, Tum Uske Liye, Jo Apna Hai Nahin Khona
Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona

Rang Se Aur Na Dhaam Se, Zaat Se Aur Na Naam Se
Izzat Milti Hai Yahan, Dekho Achche Kaam Se
Koi Kaam Bura, Tum Mat Karna, Badnaam Kabhi Nahin Hona
Rona, Kabhi Nahin Rona
Chaahe Toot Jaaye, Koi Khilona, Khilona
Sona, Chupke Se Sona
Chaahe Toot Jaaye, Sapna Salona, Salona
Rona, (Chacha Nahin Rona)
Chaahe Toot Jaaye, (Koi Khilona), Khilona

Aane Waala Pal - Golmaal (1979)



-----------------------

Title: Aanewala Pal Jaane : GOLMAAL
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey
Hmmmm Hmmmm

Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)
Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali
Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai

Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)
Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin
Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi Jaanewala
Hai Ho Ho

Aanewala Pal Jaanewala Hai
Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh
Jaanewala Hai Ho Ho
Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)

Manzilein Apni Jagha Hain - Sharabi (1984)



--------------------------

Movie Name: Sharaabi (1984)
Singer: Kishore Kumar
Music Director: Bappi Lahiri
Year: 1984
Producer: Satyander Pal
Director: Prakash Mehra
Actors: Amitabh Bachchan, Jayaprada, Om Prakash, Pran, Ranjeet

hmmmmmmm..
manzilon pe aake luTate hain dilon ke kaarvaaN
kashtiyaaN saahil pe aksar, Doobati hain pyaar ki

(manzilen apni jagah hain raaste apni jagah) - 2
jab qadam hi saath na den, to musaafir kyaa kare
(yuN to hai hamdard bhi aur hamsafar bhi hai meraa) - 2
baDhke koi haath na de, dil bhalaa phir kyaa kare
manzilen apni jagah hain raaste apni jagah

Doobne vaale ko tinke kaa sahaaraa hi bahut
dil bahal jaaye fakat, itnaa ishaaraa hi bahut
itne par bhi aasmaaN vaalaa giraa de bijliyaaN
koi batlaa de zaraa ye Doobtaa phir kyaa kare
manzilen apni jagah hain raaste apni jagah

pyaar karnaa jurm hai to, jurm hamse ho gayaa
qaabil-e-maafii huaa karate nahin aise gunaah
sangdil hai ye jahaaN aur sangdil meraa sanam
kyaa karen josh-e-junooN aur hauslaa phir kyaa kare
manzilen apni...

Kaha Se Aaye Badra - Chashme Badoor (1981)



--------------------------

Movie Name: Chashme Buddoor (1981)
Singer: Haimanti Shukla, Yesudas KJ
Music Director: Rajkamal
Lyrics: Indu Jain
Year: 1981
Producer: Anand
Director: Sai Paranjape
Actors: Deepti Naval, Farooq Sheikh, Rakesh Bedi, Ravi Baswani, Rekha, Saeed Jaffrey

Kahaa.N Se Aae Badaraa
Ghulataa Jaae Kajaraa
Kahaa.N Se Aae Badaraa
Ghulataa Jaae Kajaraa

Palako.N Ke Satara.Nge Diipak
Ban Baithe Aa.Nsuu Ki Jhalar
Motii Kaa Anamolak Hiiraa
Mittii Me Jaa Phisalaa
Kahaa.N Se Aae Badaraa ...

Nii.Nd Piyaa Ke Sa.Ng Sidhaarii
Sapano.N Ki Suukhii Phulavaarii
Amr^It Hotho.N Tak Aate Hii
Jaise Vishh Me.N Badalaa
Kahaa.N Se Aae Badaraa ...

Utare Megh Yaa Phir Chhaaye
Nirday Jho.Nke Agana Ba.Dhaaye
Barase Hai.N Ab Tose Saavan
Roe Man Hai Pagalaa
Kahaa.N Se Aaye Badaraa ...

Jab Deep Jale Aana - Chitchor (1976)



----------------------------

Title: Jab deep jale aana : CHITCHOR
Singer(s): YESUDAS, HEMLATA
Cast(s): Master Raju , Amol Palekar , Zarina Wahab , Vijayendra Ghatge


Jab Deep Jale Aana, Jab Shaam Dhhale Aana
Sandes Milan Ka Bhool Na Jaana Mera Pyaar Na Bisraana
Jab Deep Jale Aana…

Nit Saanjh Sawere Milte Hain
Unhein Dekhke Taare Khilte Hain
Lete Hain Wada Ek Duje Se Kehte Hain Chale Aana
Jab Deep Jale Aana

Ni Re Ga, Re Ga, Pa Ga Re Sa Sa Ni
Pa Pa Ma, Re (Ga Pa Re Ga) , Sa Ni Sa Ga Pa Ma Pa
Ni Re Ga, Re Ga, Ma Ga Re Sa Sa Ni
Pa Pa Ma, Re Ga, Sa Ni Sa Ga Pa Ma Pa

Main Palkan Dagar Buhaarunga
Teri Raah Nihaarunga
Meri Preet Ka Kaajal Tum Apne Naino Mein Male Aana
Jab Deep Jale Aana…

Jahaan Peheli Baar Mile The Ham
Jis Jagaah Se Sang Chale The Ham
Nadiya Ke Kinaare Aaj Ussi
Ambua Ke Tale Aana
Jab Deep Jale Aana…

Gori tera Gaon Bada Pyaara - Chitchor (1976)



-----------------------

Title: Gori Tera Gaon Bada Pyara : CHITCHOR
Singer(s): YESUDAS

Gori Tera Gaon Bada Pyara
Maein To Gaya Maara, Aake Yahan Re
Us Par Roop Tera Saada
Chandrama Jyon Aadha, Aadha Jawaan Re
Gori Tera Gaon...

Ji Karta Hai Mor Ke Paon Mein
Payaliya Pehna Doon
Kuhu Kuhu Gaati Koyaliya Ko
Phoolon Ka Gehna Doon
Yahin Ghar Apna Banane Ko Panchi Kare Dekho
Tinke Jama Re, Tinke Jama Re
Gori Tera Gaon...

Rang Birange Phool Khile Hain
Log Bhi Phoolon Jaise
Aa Jaye Ek Baar Yahan Jo
Jayega Phir Kaise
Jhar Jhar Jharte Hue Jharne, Man Ko Lage Harne
Aisa Kahan Re, Aisa Kahan Re
Gori Tera Gaon...

Pardesi Anjaan Ko Aise
Koi Nahin Apnaata
Tum Logon Se Jud Gaya Jaise
Janam Janam Ka Naata
Apni Dhun Mein Magan Dole Log Yahan Bole
Dil Ki Zuban Re, Dil Ke Zuban Re
Gori Tera Gaon Bada...

Dil Use Do - Andaaz (1971)



--------------------------

Song Title : Dil Use Do Jo Jaan De De
Artist/Band : Asha Bhosle

Dil Use Do Jo Jaan De De, Jaan Use Do Jo Dil De De

ye Pyaar Ke Nazaare Hain Dekh Lo Jidhar
ab Naachati Hai Duniya Khushi Ka Hai Asar
lo Khatm Hua Hai Ye Aaj Ka Safar
ab Hogi Suhaani Vo Kal Ki Sahar, Dil Use ...

jo Sochate Rahoge To Kuch Na Milega
jo Chupake Rahoge To Kaam Na Banega
jo Dil Mein Jaloge To Aramaan Rahega
jo Badhate Chaloge To Raasta Milegaa, Dil Use ...

vo Guncha Nahi Hai Jo Khilana Na Jaane
vo Baad-E-Saba Kya Jo Chalana Na Jaane
vo Bijali Nahi Jo Chamakana Na Jaane
vo Insaan Nahi Jo Tadapana Na Jaane, Dil Use ...

Tera Saath Hai To Mujhe Kya Kami Hai - Pyaasa Sawan (1981)




-------------------------

teraa saath hain to, muze kyaa kamee hain
andhero se bhee, mil rahee roshanee hain
kuchh bhee naheen hain to, koee gam naheen hain
hye yek bebasee, ban gayee chaandanee hain

tootee hain kashtee, tej hain dhaaraa
kabhee naa kabhee to, milegaa kinaaraa
bahee jaa rahee, ye samay kee nadee hain
ise paar karane kee aashaa jagee hain

har ik mushkil saral lag rahee hain
muze zopadee bhee mahal lag rahee hain
in aakhon mein maanaa, namee hee namee hain
magar is namee par hee duniyaan thamee hain

mere saath tum muskuraa ke to dekho
udaasee kaa baadal hataa ke to dekho
kabhee hain ye aansoo, kabhee ye hasee hain
mere humasafar, bas yahee jindagee hain

Pal Pal Dil Ke Pass Tum Rehti Ho (1973)

Geet Gata Hoon Main - Lal Patthar (1971)



----------------------------

Hindi Song Title: Geet Gata Hu Main
Hindi Movie/Album Name: LAL PATTHAR
Singer(s): KISHORE KUMAR


Hindi Lyrics:

geet gaataa hoon main, gunagunaatoo hoon main
maine hasane kaa waadaa kiyaa thaa kabhee
isaliye ab sadaa muskuraataa hoon main

ye mohabbat ke pal kitane anamol hain
kitane fulon se naajook mere bol hain
sab ko fulon kee maalaa pahanaataa hoon main
muskuraataa hoon main ...

roshanee hogee itanee kise thee khabar
mere man kaa ye darpan gayaa hain nikhar
saath hain ab ye darpan dikhaataa hoon main
muskuraataa hoon main ...

Thandi Hawa Yeh Chaandni Suhani - Jhumroo (1961)



-------------------------

Title: Thandi Hawa Yeh Chandni Suhani : JHUMROO
Singer(s): KISHORE KUMAR

Hindi Lyrics:

Thandi Hawa Yeh Chandni Suhani
Ae Mere Dil Suna Koi Kahani
Lambi Si Ek Dagar Hai Zindagani
Ae Mere Dil Suna Koi Kahani

Saare Haseen Nazare
Sapno Main Kho Gaye
Sar Rakhkhe Aasmaan Pe
Parbat Bhi So Gaye
Mere Dil Tu Suna Koi Aisi Daastaan
Jisko Sunkar Milein Chaen Mujhe Meri Jaan
Manzil Hain Anjani Thandi Hawaa¦

Aise Main Chal Raha Hoon
Pedon Ki Chhaon Mein
Jaise Koi Sitara
Badal Ke Gaaon Mein
Mere Dil Tu Suna Koi Aisi Daastaan
Jisko Sunkar Milein Chaen Mujhe Meri Jaan
Manzil Hain Anjani Thandi Hawaa¦

Thodi Si Raat Beeti
Thodi Si Rah Gayee
Khamosh Rut Na Jaane
Kya Baat Kah Gayee
Mere Dil Tu Suna Koi Aisi Daastaan
Jisko Sunkar Milein Chaen Mujhe Meri Jaan
Manzil Hain Anjani Thandi Hawaa¦